Saturday, June 26, 2021

धुंधली सी मोहब्बत


पेड़ की सांखो से टपकती, ओश की बूंदों जेसा इश्क हमारा
फितरत सी है सांखोकी, बूंदों को पल-भर में छोड़ देती है


जब तक सांखो पे हे, वो हसीन लम्हे जी लेती है बुँदे
गिरती हे जमी पे जब, तो होती है फनाह उस हसीं लम्हों को याद कर के


बूंदों का सिर्फ यही कसूर की, वो उस सांखसे मोहब्बत कर बेठे
जिसने उसे पल-भर में ठुकराया, फिर एक नयी बूंद की चाह में .. !!

Monday, February 22, 2021

ख्वाहिशो का बज़ार ...

 

अक्सर खाली हाथ आया हु भरे बज़ार से...

कभी खवाहीश नही होती, कभी पैसे नही होते ...!!




खुशीयो का बज़ार अक्सर रंगीन होता है,

लाखो खवाहीशे मर मिटटी है इस बज़ार मै..

गमो को बदलने का सौदा बदी जोर सौर से चलता है यहा !!


बेहराल ..!!


सिर्फ एक खवाहीश है ये ...

ज़िंदगी की खुशीया तो छोटे छोटे लम्हो मे ही हैं .!!

Monday, November 9, 2020

Alfaaz ||


Ajib Mani hai in Shabdo ke, Koi Ehsaas Likhta he to Koi Alfaaz padhta Hai ||

Alfaaz

Jajbaato Ko Jaahir Karte He ye Alfaaz ||

Kisi ko Gum to Kisi ko Khushi de Dete Hai,

Kabhi Jakkhm to Kabhi Marham Ka kaam Karte Hai,

Rooh ko chute he Kabhi or Kabhi Na gawarah Karte Hai

Kabhi Dilo Ko Jodte hai to Kabhi Todd Dete hai

Kisi ko Pal Bhar me Apni Jaanib Le Aate hai to Kisi ko Milo Door Kar Dete Hai

Hairat si He Ye Zindaggi Kisi ke Gum Ki Ahh Me Log “Wah Wah” 

Ki Da’ad Dete Hai ||

Friday, October 23, 2020

KHWAHISH ||

 

Khwahish kisi se chah ki , kisi se ek tarfa Pyaar  ki , Kisi se Zindagi bhar Aitbar ki  ...


    Dastur he Jamane ka, Choti si Khwahisho se Zindaa he Insaan Na wo Bekhabar is Baat se, Na Anjaan jamane ke Juthe Khwaab se. Fir bhi Ek Chah he Dil me. Na Hosh he Khud par na Thikana Apne Wajood ka. Ishq Mukammal Na ho Ye Jaroori na Sahi Kisi ke Tasavvur Me Hamesha Kaid Rahoge. Samundar Jesi Duniyaa Me Ek Wahi Nazar Dhundhoge. Kyu ki Bekhabar to Tum Bhi Nahi Aakhir, Tumhe Bhi To Ek Usi Ki Chah Hain  

Wednesday, October 7, 2020

My First Blog || An-kahi Chaah ||


KAAFILA GUJARA THA TUMHARE PAIRON KE NISHAN DEKH KAR
LAGTA HE EK HUM HI MEHRUM REH GAYE  ||

Yun to Mashhoor he tumhare hushan ke charche shaher e aam me, Log Deewane he tumhare hushan e Deedar ke. Har kadam pe picha karte he Aashiq Tumhare. Hame bhi Dillagi Thi tumse ishq ladane ki, par afshos hum Gaafil ho gaye is kadar ki mehrum reh gaye tumhari chaht se ... lakho aashiq bethe he hushan ke Bazaar me, hum bhi bethe the aashiqo ki qataar me. Fir chal diye ye soch kar ki Sauda he ye to pyaar ka ishq k bazaar me. 


मोम सा इश्क !!